Monday 10 February 2014

Tagged Under:

Anokha Pyaar -Hindi Christian song lyrics

Share

Anokha Pyaar

Shoonaya se leke Tune mujhe, 
rach liya apne hi roop mein
prem kiya hai anant prem se
diya putra meri mukti ke liye
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada

Jag mein aaya Yesu swarg chode ke
mera sara dand seh liya usne
Kode kha ke Krus uthake Yesu ne
mujhe mukti aur changayi de di hai
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada

Ann vastra aur sabhi aashishien
De mujheUsne  bharpoori se
khatron aur sab museebaton se
aankh ki putli jaise sambhala mujhe
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada
anokha pyaar hai Tera karunga stuti Teri mein sarvada

8 comments:

  1. Jay masiki kyaa aap mujhe kuch Christian songs ke music track Mujhe desakte hain kyaa mujhe charch me gana haey plz my mobile number 9337855204 plz coll me sir

    ReplyDelete
  2. πŸ™πŸΌπŸ™πŸΌπŸŽΆπŸŽΆ

    ReplyDelete
  3. Any one...
    is it possible to send this song to my whatsapp?
    7667690479

    ReplyDelete